#Bhrashtachaar !
Achai ka Mukhut pehne Karte woh Bhrashtachaar!
Phirte hain ve le-lekar bade-bade car!
Par Nazar nahi ghumate unpar,
Par Nazar nahi ghumate unpar,
Jo hote hain Bhrashtachaar ka shikaar!
Kaise sehta hai Aam Aadmi, Jab Mehngai de deti hai Maar!
Aaj bhi adha Bharat sota hai, kha ke sukhi roti aur Achaar!!
Aaj bhi adha Bharat sota hai, kha ke sukhi roti aur Achaar!!
Jhuk gayi sarkar, jab Anna ne kiya vaar!
Tum bhi sath de do, Rokho yeh Bhrastachaar!
Tum bhi sath de do, Rokho yeh Bhrastachaar!
Daro nahi, Hato nahi, Kar do iske khilaf Lalkaar!
Desh sambhalega Aur sambhal jayegi Aane wali Sarkar!
Desh sambhalega Aur sambhal jayegi Aane wali Sarkar!
Hum hain Shaan iss desh ki, Karenge isspar vichaar!
Karenge vaar, Aur banjayenge iss desh ke pramukh kalakaar!
Karenge vaar, Aur banjayenge iss desh ke pramukh kalakaar!
Ban jayenge Nek, Sache, Ache, Imandaar
Tab poora hoga Sapna; Garav karega Sansaar!
Tab poora hoga Sapna; Garav karega Sansaar!
Ayegi Khushali, Jab Hum Karenge Nasht Bhrashtachaar!
Sukh Aur Nyay ka Jeevan jiyenge!
Anth hoga Atyachaar!
Sukh Aur Nyay ka Jeevan jiyenge!
Anth hoga Atyachaar!
Anth hoga Atyachaar!
~NooR:)
Thankyu:)❣️
ReplyDelete